Jhumka Gira Re Bareli Ke Bazar Mein Lyrics – Aish

Jhumka Gira Re Bareli Ke Bazar Mein Lyrics

Jhumaka gira re
Bareli k bazar mai
Jhumaka gira re
Bareli k bazar mai
Jhumaka gira jhumaka gira jhumaka gira
Hay hay hay
Jhumaka gira re
Bareli k bazar mai
Jhumaka gira gira
Jhumaka gira gira

Saiyan aye nain jhukaye ghar me chori chori
Bole jhumaka me pahana dunn ajaa banki chori
Me bolli na na na baba na kaar jora jori
Lakh chudaya saiyan ne kalaiya nhi chodi
Hay kalaiya nhi chodi
Phir jhumaka gira re hamm dono ki takarar mai
Jhumaka gira re
Bareli k bazar mai
Jhumaka gira gira
Jhumaka gira gira

Ghar ki chat pe me khadi galli mai dilabar jani
Hansa k bole niche a ab niche a divani
Ya anguthi de aapani ya chala de nishani
Ghar ki chat pe khadi khadi me huyi sharam se pani
Hay huyi sharam se pani

Phir jhumaka gira re hamm dono k is pyar mai
Jhumaka gira re
Bareli k bazar mai
Jhumaka gira jhumaka gira jhumaka gira
Hay hay hay
Jhumaka gira re

Jhumka Gira Re Bareli Ke Bazar Mein Lyrics – Aish
Jhumka Gira Re Bareli Ke Bazar Mein Lyrics – Aish

Similar Posts

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *