Iss safar mein,Meri nazar mein rehna
Iss safar mein, meri nazar mein rehna
Bas itna hain kehna
Bas itna hain kehna
Bas itna hain kehna..
Meri nazar mein rehna..
Door jaana toh parchaiye chod jaana
Saans bhar ke fasle pe rehna kho na jaana
Bas itna hain kehna
Bas itna hain kehna
Bas itna hain kehna..
Meri nazar mein rehna..
Ungliyon ko meri tum thame rehna
Ungliyon ko meri tum thame rehna
Agar khwab mein bhi sath chute
Subah laut aana..
Bas itna hain kehna
Bas itna hain kehna
Bas itna hain kehna..
Meri nazar mein rehna..
Jism jal jaayenge sab raakh ho jayega..
Pyar tera mera uss par mill jayega..
Uss jahan mein, meri panah mein rehna
Uss jahan mein, meri panah mein rehna
Bas itna hain kehna
Bas itna hain kehna
Bas itna hain kehna..
Meri nazar mein rehna.. Bas Itna Hain Kehna lyrics – Raakh