Kuch Lamhay lyrics – Atif Ali
Hum tum hain ajnabi,
Kuch lamhay kuch yaadon ke saath, (x2)
Dariya mein ikk mauj si thi,
Pal jo guzre tere saath,
Baatein kuch hain jo ankahi,
Darr pe likhi hai aur mitt-ti nahi,
Hum tum hain ajnabi,
Kuch lamhay kuch yaadon ke saath, (x2)
Bhul gaye aur guzar gaye,
Jin raahon par chal kabhi,
Fir bheegte hain nayi baarish mein,
Aur lkhein ikk gazal nayi,
Kaise zindagi hai guzar rahi,
Kaise zindagi hai guzar gayi,
Hum tum hain ajnabi,
Kuch lamhein kuch yaadon ke saath, (x2)
Wo aadhe chaand ki khaamosh jo raat thi,
Rahe hum saath fir bhi woh sehar na koi,
Chalo bhul ke aage chalein,
Ke wo raat bhi guzar gayi,
Hum tum hain ajnabi,
Kuch lamhein kuch yaadon ke saath, (x2)
Dariya mein ikk mauj si thi,
Pal jo guzre tere saath,
Baatein kuch hain jo ankahi,
Darr pe likhi hai aur mitt-ti nahi,
Hum tum hain ajnabi,
Kuch lamhein kuch yaadon ke saath, (x2)
Kuch Lamhay lyrics – Atif Ali
Kuch lamhay kuch yaadon ke saath, (x2)
Dariya mein ikk mauj si thi,
Pal jo guzre tere saath,
Baatein kuch hain jo ankahi,
Darr pe likhi hai aur mitt-ti nahi,
Hum tum hain ajnabi,
Kuch lamhay kuch yaadon ke saath, (x2)
Bhul gaye aur guzar gaye,
Jin raahon par chal kabhi,
Fir bheegte hain nayi baarish mein,
Aur lkhein ikk gazal nayi,
Kaise zindagi hai guzar rahi,
Kaise zindagi hai guzar gayi,
Hum tum hain ajnabi,
Kuch lamhein kuch yaadon ke saath, (x2)
Wo aadhe chaand ki khaamosh jo raat thi,
Rahe hum saath fir bhi woh sehar na koi,
Chalo bhul ke aage chalein,
Ke wo raat bhi guzar gayi,
Hum tum hain ajnabi,
Kuch lamhein kuch yaadon ke saath, (x2)
Dariya mein ikk mauj si thi,
Pal jo guzre tere saath,
Baatein kuch hain jo ankahi,
Darr pe likhi hai aur mitt-ti nahi,
Hum tum hain ajnabi,
Kuch lamhein kuch yaadon ke saath, (x2)
