Kaali Raatein lyrics – X Past Is Present
Uski raahein thi meri raahon mein kahin
Fir kyun ho gayi uski raahein matlabi
Thi jin khandar mein subah har ghadi
Kaali raatein hai khali hai zindagi
Sehmi zindagi kyun hai is tarah
Sehmi har khushi kyun hai is tarah
Puchungi zindagi se zara
Kuch to di hoti wajah